Tumahre Intezar Main Pal Guzarte Hain...
Na Inkar kiya
Na Ikrar kiya
Phir bi pyaar kar liya
Na tumain chaha
Na tumain manga
Phir bhi apna liya
Na zindagi ruki
Na saans chooti
Phir bi duniya badal gayi
Na jeete hain
Na marte hain
Tumare intezar main pal guzarte hain......
Comments
Post a Comment