Pyar Se Badkar Koi Dusra Nahi..
Dil todna aasan hai jaroor ,
par yaar ko manana aasan nahi..
zindagi me pyar hota hai jaroor,
par pana jaruri to nahi..
agar zindagi mai koi mil jaye,
jisse pyar karo tum,
to izhar karna jaruri to nahi..
agar ho jaye to yaad rakhna,
pyar se badkar koi dusra nahi...
Comments
Post a Comment