Humare aansu wo jaan na sake
Humare aansu wo jaan na sake, Mohobbat ki kahani wo maan na sake, Kaha tha unhone marne k baad b yaad karenge, Jeete jee to wo yaad kar na sake...
Kalam Se Nikle har Lafz ko Zamaana paagalpan samajhta hai,Par Dil ke likhe Lafz ko to bas Dil hi samajhta hai.....