Humein Ab Yun Satao Na..
Suno Tum Maan Jao Naa
Humein Ab Yun Satao Na
Tumhare Bin Humein Jeena
Gawara Ab Nahi Hota
Tumhe Kaise Kahun Tum Bin
Guzara Ab Nahi Hota
Humein Apna Bana Lo Tum
Tumhara Ban K Rehna Hai
Mujhe Dukh Hijar Ka Janam
Nahi Ab Aur Sehna Hai
Kayi Sapne Sajaye Hain
Ab In Mein Rang Bhar Do Na
Tumhein Meri Kasam Jaana
Tum Mere Sang Chal Do Na
Mujhe Ab Aur Rulao Na
Suno Tum Maan Jao Na.
Comments
Post a Comment