Muhabbat Ki Kami Kyun Hain..
muhabbat ki kami kyun hai?
tanhai meri sathi kyun hai?
kbhi nhi jo chaha hum ne
hamesha milta wohi kyun hai?
dil ko aadat si ho gayi warna
sab ye sehta kyun hai?
pal pal marne ki khwahish me
her pal aakhir sisakta kyun hai?
Comments
Post a Comment