Maine Aaina Dekhna Chhor Diya..
Maine aaina dekhna chhor diya q ki koi
ab ye nahi kehta ki tum achche dikh rahe ho....
jab koi kehta tha to ye soch k aaina dekh
lete the ki shayad kuch aur nikhaar
laa sakun is chehre pe.....
ab to aaine se dar lagta hai ....
jaane kaisa dikhta hoon main.....
Comments
Post a Comment