Mujhe Tumse Mohabbat Hain..
Main Kaise chor don Jeena bari mushkil se sekha hai,
Pyaala zeher ka peena bari mushkil se seekha hai,
Nahi ye ho nahi sakta main nafrat bhi karon tumse,
kyon ki maine pyar hi karna bari mushkil se seekha hai,
bara naazuk hai dil mera, is ka aitbar zara kar lu,
Tumhare dard ko sehna bari mushkil se seekha hai,
Main sab k saamne keh don mujhe tumse muhabat hai,
tumhare saamne kehna bari mushkil se seekha hai...!
Comments
Post a Comment