Yaadein Teri Aati Hain Hawa Ki...
Yaadein teri aati hain hawa ki jhaunke ki tarah,
Chhed jaati hai mujhe aksar meri tanhaayi me,
Kal ki baat hai ye hawa mehka deti thi mujhe khushboo ki tarah,
Aur aaj ye pagal dehka deti hai mere dil ko kisi angaar ki tarah....
Comments
Post a Comment