Tere Bina Ek Pal Bhi Jee Nahi Sakta..
Tere bina ek pal bhi jee nahi sakta,
Marna chahu bhi to mar nahi sakta,
Tere sath jeene ka wada kiya hai maine
Iss pyare se wade se main mukar nahi sakta.
Mana ki mulaqat me tamam mushkilein ayengi,
Phir bhi tujhse mile bina main reh nai sakta,
Tujhe qasam hai meri mera sath nibhana har mod per,
Tujhse bichad ke ek kadam bhi main chal nai sakta....
Comments
Post a Comment