Mohabat Na Samajah hoti Hai...
Mohabat na samajah hoti hai ,samjhna zarori hai
Jo dil me hai use ankhon se kah laana zarori hai
Usolon par jo anch aaye to takrana zaruri hai
Jo zinda hai to phir zinda nazar ana zaruri hai
Bahut bebaak ankhoon main taluk tik nhi sakta
Mohabbat me kashish rakhne ko Sharmana zarori hai
Saleeqa hi nahi shyd use mehsoos kerne ka
Jo kehta hai khuda hai tu nazar aana zarori hai
Comments
Post a Comment