Mujhe Kya Ho Gaya Hai ..

Ek boond Aankhon se mere kahin kho gaya hai,
kya bataun yaaron, mujhe kya ho gaya hai..!!

jagake rakha tha kai barson se jise maine,
woh khwab bhi mere aankhon mein so gaya hai..!!

tadap raha tha main baarish ki boond ke liye,
aaj baarish mere har ehsaas ko bhigo gaya hai..!!

Comments

Popular posts from this blog

Kaise Bataun Tujhe Kitna Pyar Karta Hun..

Dosto Is Jamane Ko Kya Ho Gaya..