Jane Kaise Hota Hain ..
Pyar ka koi bhed na jane. Jaane kaise hota hai.
Hamne tumko apna maana jane kaise hota hai.
Ehassa tumhara hardum rehna jane kaise hota hai.
Bin bole he sab kuch keh jana jaane kaise hota hai.
Rooh me samma ke aankho mein aana jane kaise hota hai.
Is pyar ka koi mol na jane ..Jaane kaise hota hai.
Comments
Post a Comment