panah to hogi..
Tum tak pahuchne ki koi rah to hogi
Sitam Mile na Mile teri Panah to hogi
Barso Talak Mulakat ho na Sahi
Jab bhi Milenge Wahi chah to hogi
Dil ke Jakhm n dikhte hai na dikhata hai koi
Badan chute hi nikalti aah to hogi
yah to kudrat ka ghumta aayena hai 'ishq '
Ujale ka mazama fir tanha rat siyah to hogi
Comments
Post a Comment