Main Saza Dhundta Raha

jo tum huwe juda to main 
apna gunah dhundta raha
tum to nikal liye saath chhod
main saza dhundta raha..!!

tum sirf mere the hamesha se
tum hi yeh samajh nahi paaye
main tumhari aankhon mein bas
wafa hi wafa dhundtaa raha..!!

Comments

Popular posts from this blog

Kaise Bataun Tujhe Kitna Pyar Karta Hun..

Dosto Is Jamane Ko Kya Ho Gaya..