Kya Bigad Jata Tera ..

kya bigad jata tera,gar jhuk ke raha hota,

dil ko na chhuti bat ,gar has ke kaha hota ..

dost teri bani baat aise na bigadti agar,

tu yun hi jhuti shaan mein,na akad ke raha hota..

gar na bunta jaal tu apni fitraton ka,

to aaj khud hi usme na jakad ke fasa hota ...

Comments

Popular posts from this blog

Kaise Bataun Tujhe Kitna Pyar Karta Hun..

Teri Ek Hasi Pe Ye Dil Qurban Kar Jaoon..

Aaj Ye Aaina Bhi Sharma Raha Hain...