Mujhe Khabar Tha
Mujhe khabar tha woh mera nahin parayi thi,
Per dharkanon ne Usi ko Khuda banaya tha...
Main khawab khawab jise doondhta phira barson,
Woh ashk ashk mere aankh mein samayi thi..
Tera qasoor nahin jaan,meri tanhayi,
Yeh rog maine hi, khud jaan ko lagaya tha ..!
.
Comments
Post a Comment