Majboor Kar Diya ..


Aapki mohabbat ne kush is tarah mujhpe asar kiya,
roka khud ko bahut,magar dewana hume kar diya..

hum khoye rahe is kadar aapki aankhon me,
pata hi nahi chala kab rat se subah ho gaya..

naam se aapka har jagah mera naam judne laga,
juda aapse humara anjana sara shehar kar diya..

maikhane pe sharab ke liye gaye hazaron bar,
magar aapki aankhon ne har nashe ko beasar kar diya..

yun to nahi hain pyaar hamko kisi se jahan me,
magar aapki aankhon ne jagne ko majboor kar diya...

Comments

Popular posts from this blog

Kaise Bataun Tujhe Kitna Pyar Karta Hun..

Dosto Is Jamane Ko Kya Ho Gaya..