Wafa Ka Wasta De Kar Bewafayi Ki Jisne..
Ab dua main khuda se kya mangu.
Ab wo kisi or ki ho gayi wo use main kaise mangu.
Wafa ka wasta de kar bewafai ki jisne.
Usse apni mohababat ka haq kya mangu.
Jan bujh kar anjan ban gaye jo.
Uss se milne ki dua kya mangu.
Mohababat main hamne ranjo-gam uthaye hain sada.
Sanam ke khush rahne ki dua kya mangu.
Jise main chahta hoon use kismat chhin leti hai.
Tum hi kaho dosto ye Aryan dua main kya mange..
Comments
Post a Comment